SONG: Barbaad Ho Raha Hai Ek Ghar Basa Basaya, Duniya Leti - बर्बाद हो रहा हैं एक घर बसा बसाया

Barbaad Ho Raha Hai Ek Ghar Basa Basaya, Duniya Leti - बर्बाद हो रहा हैं एक घर बसा बसाया

LYRICS:
barbad ho raha hain ek ghar basa basaya barbad ho raha hain ek ghar basa basaya duniya ne teri malik ye din hame dikhaya barbad ho raha hain tnike mila mila ke aaps me lad rahe hain tinke mila mila ke aaps me lad rahe hain patjhad si aa rahi hain nagme udhad rahe hai patjhad si aa rahi hain nagme udhad rahe hai kaisa hawa ka jhoka mere man me aaya kaisa hawa ka jhoka mere man me aaya duniya ne teri malik ye din dikhaya barbad ho raha hai tujhe nahi hai kuch bhi badli gamo ki chhai tujhe nahi hai kuch bhi badli gamo ki chhai fariyad meri dukhiya kadmo me teri aai fariyad meri dukhiya kadmo me teri aai mit jayenge jaha se tumne ghar nahi basaya mit jayange jaha se tumne ghar nahi basaya duniya ne teri malik ye din hame dikhaya barbad ho raha hai