SONG: Barbaad Hiroshima Ki Tasveer Dekh Lo - बर्बाद हिरोशिमा की तस्वीर देख लो

Barbaad Hiroshima Ki Tasveer Dekh Lo - बर्बाद हिरोशिमा की तस्वीर देख लो

LYRICS:
barbad hiroshima ki taswir dekh lo insan ki sabse badi taksir dekhlo is atmi bala ka hai pahla shikar hum range bahar the kabhi ab hai gubar hum insaa ke is gunah se aakash jhuk gaya tha waqt jis jagah pe bas wahi pe ruk gaya ye hath kate paw kate jhulte dhanche in dancho me hum jaise hi nsan dhale the maao ki muskurati god khali ho gayi poonam ki rat bhi suna hai kali ho gayi kahti hai hiroshima ki bashti pukar ke gujro na tum mai gujri hu jis rahgujar se