SONG: Baras Baras Badli Bhi Bhikar Gayi - बरस बरस बदली भी बिखर गई

Baras Baras Badli Bhi Bhikar Gayi - बरस बरस बदली भी बिखर गई

LYRICS:
kab aaoge kab aaoge kab aaoge balma baras baras badli bhi bikhar gayi ab kab aaoge balma ab kab aaoge balma paschim se purab aake meet gaye jhum ke tum nahi aaye papi pardesh ghum ke taras taras ankhiya bhi bikhar gayi taras taras ankhiya bhi bikhar gayi ab kab aaoge balma ab kab aaoge balma tumse bedarda balam mujhse bhi purana hai meri umange nayi dard purana hai mujhse bhi purana hai utar utar mehndi bhi utar gayi utar utar mehndi bhi utar gayi ab kab aaoge balma ab kab aaoge balma baras baras badli bhi bichhad gayi