SONG: Baras Baras Badali Bhi Bikhar Gai - बरस बरस बदली भी बिखर गई

Baras Baras Badali Bhi Bikhar Gai - बरस बरस बदली भी बिखर गई

LYRICS:
kab aaoge, kab aaoge kab aaoge, baalma baras baras badli bhi bikhar gayi ab kab aaoge, baalma ab kab aaoge, baalma pashchim se purab aake megh gaye jhum ke tum nahi aaye papi pardesh ghum ke megh gaye jhum ke taras taras ankhiya bhi nikhar gayi taras taras ankhiya bhi nikhar gayi ab kab aaoge, baalma ab kab aaoge, baalma tum ko bedard baalam mujh se ji churana hai meri umange nayi, dard purana hai mujh se bhi purana hai ubhar ubhar mehndi bhi utar gayi ubhar ubhar mehndi bhi utar gayi ab kab aaoge, baalma ab kab aaoge, baalma baras baras badli bhi bikhar gayi