SONG: Barakhaa Ki Raat Me He Ho Haa - बरखा की रात में हे हो हा

Barakhaa Ki Raat Me He Ho Haa - बरखा की रात में हे हो हा

LYRICS:
aahaa, ho haa ho he ho haa barkhaa ki raat me he ho haa barkhaa ki raat me he ho haa ras barse nil gagan se ras barse nil gagan se barkhaa ki raat me he ho haa barkhaa ki raat me he ho haa ras barse nil gagan se ras barse nil gagan se barkhaa ki raat me he ho haa barkhaa ki raat me he ho haa tap tap aaye meraa aachal bhigoye tap tap aaye mere mukhade ko dhooye tap tap aaye meraa aachal bhigoye tap tap aaye mere mukhade ko dhooye meraa kaanp kaanp jaaye jiyaa budan se ras barse nil gagan se barkhaa ki raat me he ho haa barkhaa ki raat me he ho haa koi kahe baadal se moti gire koi kahe raat haaye roti phire koi kahe baadal se moti gire koi kahe raat haaye roti phire mai to maang laai saawan ko phaagan se ras barse nil gagan se barkhaa ki raat me he ho haa barkhaa ki raat me he ho haa bhige hai tan phir bhi jaltaa hai man jaise ke jal me lagi ho agan bhige hai tan phir bhi jaltaa hai man jaise ke jal me lagi ho agan raam sab ko bachaaye is ulajhan se ras barse nil gagan se barkhaa ki raat me he ho haa barkhaa ki raat me he ho haa ras barse nil gagan se ras barse nil gagan se barkhaa ki raat me he ho haa barkhaa ki raat me he ho haa barkhaa ki raat me he ho haa barkhaa ki raat me he ho haa barkhaa ki raat me he ho haa