SONG: Barakhaa Ki Raat Aai Manavaa - बरखा की रात आई मनवा

Barakhaa Ki Raat Aai Manavaa - बरखा की रात आई मनवा

LYRICS:
barakhaa ki raat aai manva barakhaa ki raat kar le man ki baat garajat sankat ka badarava garajat sankat ka badarava duhkh ki padat phuhar manvaa kar le man ki baat barakhaa ki raat kaari rain naagan atka ke jiyara dekh daraye megha garaje jiyara laraje megha garaje jiyara laraje kholo man ka dwaar manva kar le man ki baat barakhaa ki raat nainan se naina muskaye nainan se naina muskaye chhaye jagat ujiyara chhaye jagat ujiyara man me jhar jhar amrit barase man me jhar jhar amrit barase jaisa saavan ki phuhar manva kar le man ki baat barakhaa ki raat aao barakha rut me bole vyaakul man ki bain aao barakha rut me bole vyaakul man ki bain chhod jagat ki ulti reeti chhod jagat ki ulti reeti jhuthaa hai sansaar manva kar le ma ka baat barakhaa ki raat aai manva kar le man ki baat barakhaa ki raat