SONG: Baraabar Se Bach Kar Guzar Jaane Waale - बराबर से बच कर गुज़र जाने वाले

Baraabar Se Bach Kar Guzar Jaane Waale - बराबर से बच कर गुज़र जाने वाले

LYRICS:
baraabar se bach kar gujar jaane waale baraabar se bach kar gujar jaane waale ye naale nahi beasar jaane waale baraabar se bach kar gujar jaane waale mohabbat me hum to jiye hai jiyenge wo honge koi aur mar jaane waale baraabar se bach kar gujar jaane waale baraabar se bach kar gujar jaane waale mere dil ki betabiyaan bhi liye jaa mere dil ki betabiyaan bhi liye jaa dabe paanv munh pher kar jaane waale dabe paanv munh pher kar jaane waale ye naale nahi beasar jaane waale baraabar se bach kar gujar jaane waale