SONG: Bansuriya Toot Gayi Man Ki - बाँसुरिया

Bansuriya Toot Gayi Man Ki - बाँसुरिया

LYRICS:
bansuriya bansuriya, haye tut gayi man ki bansuriya, haye tut gayi man ki wo jo geet wo jo geet, nahi gaaye the maine ha bikhar gaye wo geet ek ek karke, sunte sunte chali umariya beet ek ek karke, sunte sunte chali umariya beet wo jo geet rut rove sawan ki, rut rove sawan ki bansuriya, haye tut gayi man ki kuch sapne to in naino se kuch sapne to in naino se aansu bankar bah gaye aansu bankar bah gaye aur kuch sapne aasha bankar aur kuch sapne aasha bankar dukhiya dil me rah gaye dukhiya dil me rah gaye man ke meet sudhbudh bhuli tan ki sudhbudh bhuli tan ki bansuriya bansuriya, haye tut gayi man ki