SONG: Bansuriya Bole Madhur Ras Ghole Kya Bole Kya Bole - बाँसुरिया बोले मधुर रस घोले क्या बोले क्या बोले

Bansuriya Bole Madhur Ras Ghole Kya Bole Kya Bole - बाँसुरिया बोले मधुर रस घोले क्या बोले क्या बोले

LYRICS:
bansuriya bole madhur ras ghole kya bole kya bole dhun sun ke tan man dole bansuriya bole madhur ras ghole kya bole kya bole dhun sun ke tan man dole bansi ki dhun me kanha pukare bansi ki dhun me kanha pukare samjhe na bholi radha ishare samjhe na bholi radha ishare bansi ki tan hai man ka sandesha mil gayi lo radha jamuna kinare bansuriya bole madhur ras ghole kya bole kya bole dhun sun ke tan man dole jamuna kinare muskil hai jana jamuna kinare muskil hai jana deti hai sakhiya mohan ko tana deti hai sakhiya mohan ko tana so jaye jab meri sab nanadiya tu bhi sawirya meri gali aana bansuriya bole madhur ras ghole kya bole kya bole dhun sun ke tan man dole