SONG: Bane Hain Hum To Ghar Janwai - बने है हम तो घरजमाई बने है हम तो घरजमाई

Bane Hain Hum To Ghar Janwai - बने है हम तो घरजमाई बने है हम तो घरजमाई

LYRICS:
bane hai ham to gharjamai bane hai ham to gharjamai gharjamai bankar hamne ye hai ijat payi bane hai ham to gharjamai subah savere pakad ke istari ho jau tayar ha ho jasu tyar subah savere pakad ke istari ho jau tayar ha ho jasu tyar sasur ka kurta sans ki sari biwi ki salwar ha biwi ki salwar sasur ka kurta sans ki sari biwi ki salwar banke dhobi karu istari ye hai meri kamai bane hai ham to gharjamai bane hai ham to gharjamai har pehli ko ghar ke naukar apni tankha paye apni tankha paye har pehli ko ghar ke naukar apni tankha paye ham lalchai najaro se un sabko dekhe jaye ham lalchai najaro se un sabko dekhe jaye jeb me mere nahi ke payi jeb me mere nahi ke payi bane hai ham to gharjamai kabhi kabhi jo sans kahe bajar se sauda la de kabhi kabhi jo sans kahe bajar se sauda la de sans ko jitna kata jaye hath apne dikhla de sans ko jitna kata jaye hath apne dikhla de yahi hatho ki hai safai yahi hatho ki hai safai bane hai ham to gharjamai gharjamai banna hai to baat meri ek mano gharjamai banna hai to baat meri ek mano sans sipahi sasur daroga joru afsar jano fir milegi tumko dud malai milegi tumko dud malai dudh malai khakar hamne ye hai sehat payi bane hai ham to ghar jamai