Bandook ( Remix) - शादी हो पूजा हो या कोई जलसा
LYRICS:
shadi ho pooja ho ya koi jalsa har dham rehti maujud
neta ho mantri ho ya koi daaku hai jis se sabhi ka vajud
sher sa kaleja ho sine me jiske paas thodi si barud
chalta hai duniya me ab jiska sikka
wo to hai sala banduk iski nal bemisal
ugle hai pal me kaal isko kare jo sawal
kaun hai wo maa ka laal maa ka laal, maa ka laal
maa ka laal iski fati uski fati
fatke ho gayi sabki banduk
chalta hai duniya me ab jiska sikka
wo to hai sala banduk
thaye thaye marta hai sabko hi ye bata
jaat paat sabka masla sujhaye ye bhala
thaye thaye marta hai sabko hi ye bata
jaat paat sabka masla sujhaye ye bhala
na rang dekhe roop dekhe sab pe hai nishana tane
thaye thaye marta hai sabko hi ye bata
iski nal bemisal ugle hai pal me kaal
isko kare jo sawal kaun hai wo maa ka laal
maa ka laal, maa ka laal maa ka laal
iski fati uski fati fatke ho gayi sabki banduk