SONG: Bandanawaz Dekhiye Aisa Na Kijiye - बंदानवाज़ देखिये ऐसा ना कीजिये

Bandanawaz Dekhiye Aisa Na Kijiye - बंदानवाज़ देखिये ऐसा ना कीजिये

LYRICS:
bandanawaz dekhiye aisa na kijiye bandanawaz dekhiye aisa na kijiye hum aapke hai humse ha hum aapke hai humse to parda na kijiye hum aapke hai humse to parda na kijiye uthna pade na aapko mehfil se phir kahi ho uthna pade na aapko mehfil se phir kahi humko nigahe shok shok humko nigahe shok se dekha na kijiye humko nigahe shok se dekha na kijiye hai jiski aabtab se jannat ka husn maan sharma gaya hai humse wahi chudhvi ka chand sharma gaya hai humse wahi chudhvi ka chand chand sharma gaya hai humse wahi chudhvi ka chand ho us chnad ko salam kiya kya gajab kiya o itna hasin kaam kiya kya gajab kiya o itna hasin kaam kiya kya gajab kiya koi kare salam salam koi kare salam to bigda na kijiye bigda bigda bigda na kijiye bigda bigda bigda na kijiye bandanawaz dekhiye aisa na kijiye hum shokhiya hujur ki kab tak kare maaf kahna padega aapse ab to ye saaf saaf kahna padega aapse ab to ye saaf saaf saaf saaf kahna padega aapse ab to ye saaf saaf o dastur husn aapko shayad pata nahi o ye mehfile adab hai koi maikada nahi o ye mehfile adab hai koi maikada nahi pile do char zam zam pile do char zam to bahka na kijiye bahka bahka bahka na kijiye bahka bahka bahka na kijiye humko nigahe shok se dekha na kijiye hanskar uthe salam kiya aur chal diye nazro se kattle aam kiya aur chal diye nazro se kattle aam kiya aur chal diye chal diye nazro se kattle aam kiya aur chal diye o julfe zara si khol ke aanchal sambhal ke o jane lage kaha hume uljhan me dal ke o jane lage kaha hume uljhan me dal ke jane bhi dijiye aji jane bhi dijiye aji gussa na kijiye gussa gussa gussa na kijiye gussa gussa gussa na kijiye bandanawaz dekhiye aisa na kijiye tum hi nahi ho aur bhi aashiq hazaar hai wo bhi hazaar jaan se hum par nishar hai wo bhi hazaar jaan se hum par nishar hai nishar hai wo bhi hazaar jaan se hum par nishar hai o humko nahi kisi ki mohabbat ka aitbaar o same wafa hai ek patange hai besumar o same wafa hai ek patange hai besumar kya kijiye jo aise kya kijiye jo aise me tauba na kijiye tauba tauba tauba na kijiye tauba tauba tauba na kijiye humko nigahe shok se dekha na kijiye bandanawaz dekhiye aisa na kijiye hum aapke hai humse to parda na kijiye bandanawaz dekhiye aisa na kijiye humko nigahe shok se dekha na kijiye thna pade na aapko mehfil se humko nigahe shok se dekha na kijiye bandanawaz dekhiye aisa na kijiye hum aapke hai humse to parda na kijiye