SONG: Banda Parwar Mohabbat Ka Salam Le Lijiye - बंदा परवर मोहब्बत का सलाम ले लीजिए

Banda Parwar Mohabbat Ka Salam Le Lijiye - बंदा परवर मोहब्बत का सलाम ले लीजिए

LYRICS:
idhar magrur baithe hai udhar majbur baithe hai unhe aadab karte hai jo hamse dur baithe hai banda parwar banda parwar mohabbat ka salam le lijiye banda parwar, banda parwar, banda parwar banda parwar mohabbat ka salam le lijiye banda parwar banda parwar mohabbat ka salam le lijiye le lijiye salam le lijiye le lijiye salam le lijiye nigaho se, nigaho se nigaho ka payam le lijiye banda parwar mohabbat ka salam le lijiye gulo ki taajgi kah de chaman ki dilkashi kah de izazat ho to ab tumko hum apni zindagi kah de ji apni zindagi kah de apne hai ya paraye hai pahchan lo hame dildar ho to dil ka khuda man lo hame isharo ki ye saugate adaao ki ye baraate tumhare husn ke kisse hamare ishk ki bate hamare ishk ki bate sharma ke muh na modo, na modo wallah dil na todo, na todo dunia to hai diwani dunia ki baat chodo chhodo dunia ki baat chodo ji chhodo dunia ki baat chodo buri chiz hai ya bhali chiz hai mohabbat bade kaam ki chiz hai jane jana jane jana sila dijiye hame bhi chahat ka jane jana, jana jana jane jana sila dijiye hame bhi chahat ka chahat ka, chahat ka hame bhi chahat ka ha jara sa ha jara sa murabbse bhi kaam le lijiye banda parwar mohabbat ka salam le lijiye badar ho kahkasha ho tum chaman ho gulsita ho tum mohabbat tumse jinda hai mohabbat ka jaha ho tum mohabbat ka jaha ho tum joshe junun se hamne bada kaam le liya sar pe tumhare ishk ka ilzam le liya mere dil ki sada banke ada banke haya banke banya hai mujhe sufi to rahna sufiya banke to rahna sufiya banke dushman ke war sare sare bekar honge pyare aisa sabak sikha de dekhe ye din me tare tare dekhe ye din me tare ji tare dekhe ye din me tare jawa zindagi bhar irade rahe hamesha salamat ye wade rahe sare wade ha sare wade sabhi kasme hamari janib se sare wade, wade, wade sare wade sabhi kasme hamari janib se janib se hamari janib se ho sake to aji ho sake to ho sake to jawani ke hi naam le lijiye banda parwar mohabbat ka salam le lijiye junun ki bekarari ka nazar ki raazdari ka junun ki bekarari ka nazar ki raazdari ka jamana imtiha lega hamari ja nisari ka shamo shahar se kah do kah do darde jigar se kah do kah do pahle najar ko samjhe apni najar se kah do kah do apni najar se kah do kah do apni najar se kah do najar ne ye jhuk kar nazar se kaha mohabbat khudi hai mohabbat khuda naze dilbar ha naze dilbar sukune dil karare jaan banke naze dilbar, dilbar, dilbar naze dilbar sukune dil karare jaan banke jaan bake karare jaan bake mere arman mere arman tamannaye tamam le lijiye banda parwar mohabbat ka salam le lijiye banda parwar mohabbat ka salam le lijiye