SONG: Band Baj Gaya - बैंड बज गया

Band Baj Gaya - बैंड बज गया

LYRICS:
teri mummy ki chachi ki beti ki bua ne nani ki fufi ko bola ladka lafndar hai rehta chaurahe pe khaaye baraf ka gola phir bheji teri photo photo kamal thi husn pe main mar gaya are mera band baj gaya are main to hero ban gaya are mera band baj gaya saala main to ghodi chad gaya are main to hero ban gaya are mera band baj gaya haaye are mera band baj gaya gaya are mera band baj gaya gaya are main to hero ban gaya gaya bachpan se aata tha sapna muhjko roj raat mein ghunghat odh ke aayegi dulhan dhudh ka glass haath mein bachpan se aata tha sapna muhjko roj raat mein ghunghat odh ke aayegi dulhan dhudh ka glass haath mein uthna tha jaldi sapne mein mast tha sote hi reh gaya are mera band baj gaya are main to hero ban gaya are mera band baj gaya saala main to ghodi chad gaya are main to hero ban gaya are mera band baj gaya haaye are mera band baj gaya gaya are mera band baj gaya gaya are main to hero ban gaya gaya are main to hero ban gaya gaya are mera band baj gaya.