SONG: Banati Nazar Aati Nahi Tadabir Hamari - बनती नज़र आती नहीं तदबीर हमारी

Banati Nazar Aati Nahi Tadabir Hamari - बनती नज़र आती नहीं तदबीर हमारी

LYRICS:
banati nazar aati nahi tadbir hamaari tadbir hamaari banati nazar aati nahi tadbir hamaari tadbir hamaari mar jaayenge tab jaagegi takdir hamaari mar jaayenge tab jaagegi takdir hamaari takdir hamaari banati nazar aati nahi tadbir hamaari tadbir hamaari kyun mast havaae hame aa aa ke sataaye kuchh yaad dilaaye bijali si giraaye dil tut chukaa lut chuki jaagir hamaari jaagir hamaari dil tut chukaa lut chuki jaagir hamaari jaagir hamaari banati nazar aati nahi tadbir hamaari tadbir hamaari ji chahtaa hai aag jamaane me lagaa dun duniyaa ko jalaa dun, duniyaa ko jalaa dun baaki nahi ab aaho me taasir hamaari taasir hamaari baaki nahi ab aaho me taasir hamaari taasir hamaari banati nazar aati nahi tadbir hamaari tadbir hamaari