SONG: Banai Hai Itani Badi Jisane Duniyaa - बनाई है इतनी बड़ी जिसने दुनिया

Banai Hai Itani Badi Jisane Duniyaa - बनाई है इतनी बड़ी जिसने दुनिया

LYRICS:
banaayi hai itni badi jisne duniyaa use tute dil ka banana na aayaa banana na aayaa judaa to kiyaa usne hamko milaakar judaa kar diyaa to milana na aayaa milana na aayaa sunaa hai ke usne sitaare banaaye sunaa hai ke usne sitaare banaaye deeye saikdo aasmaa par jalaaye aasmaa par jalaaye bujhaa jo hamara chiraag-e-tamannaa use ye deeya to jalana na aayaa jalana na aayaa ye aaho ke shole ye ashko ki ladiyaan ye aaho ke shole ye ashko ki ladiyaan ye roti si aankho mein saavan ki jhadiyaan saavan ki jhadiyaan jigar me lagaa di hai ye aag kisne ke daaman bhi hamko bachana na aayaa bachana na aayaa banaayi hai itni badi jisne duniyaa use tute dil ka banana na aayaa banana na aayaa