SONG: Banaa Ke Meraa Muqaddar Bigadne Vaale - बना के मेरा मुक़द्दर बिगाड़ने वाले

Banaa Ke Meraa Muqaddar Bigadne Vaale - बना के मेरा मुक़द्दर बिगाड़ने वाले

LYRICS:
banaa ke mera mukaddar bigadne vaale jawaab de o mera ghar ujaadne vaale kyaa yun hi ruth ke jaane ko mohabbat ki thi kyaa yun hi ruth ke jaane ko mohabbat ki thi zindagi meri mitane ko mohabbat ki thi kyaa yun hi ruth ke jaane ko mohabbat ki thi aankh me khwaab lab pe kahaani teri aankh me khwaab lab pe kahaani teri mujhko tadapaati hai din-raat nishaani teri kyaa mujhe tune rulaane ko mohabbat ki thi zindagi meri mitane ko mohabbat ki thi kyaa yun hi ruth ke jaane ko mohabbat ki thi o mujhe bhulne vaale tu kaha hai aajaa o mujhe bhulne vaale tu kaha hai aajaa kyaa hui mujhse khataa ye to zaraa batlaa jaa yaa ye kah de ke dikhaane ko mohabbat ki thi zindagi meri mitane ko mohabbat ki thi kyaa yun hi ruth ke jaane ko mohabbat ki thi kyaa yun hi ruth ke jaane ko mohabbat ki thi