SONG: Ban Titli Ban Titli Main Phool Phool Par Jaati - बन तितली बन तितली मैं फूल फूल पर जाती

Ban Titli Ban Titli Main Phool Phool Par Jaati - बन तितली बन तितली मैं फूल फूल पर जाती

LYRICS:
ban titli ban titli main phool phool par jaati ras paati ud jati ban titli ban titli ek phool se baat banaati duje ko rang roop dikhati donon se ras paati ud jati ban titli ban titli main phool phool par jaati ras paati ud jati ban titli ban titli teeje se main aankh milati chauthe se main aankh churaati donon se ras paati ud jati ban titli ban titli main phool phool par jaati ras paati ud jati ban titli ban titli ek do teen chaar paanch chhah saat aath sabhi ko padhaati ek hi paath muskati man bhanti ras paati ud jaati ban titli ban titli main phool phool par jaati ras paati ud jati ban titli ban titli