SONG: Ban Nahi Paya Jo Mera Humsafar - बन नहीं पाया जो मेरा हमसफ़र

Ban Nahi Paya Jo Mera Humsafar - बन नहीं पाया जो मेरा हमसफ़र

LYRICS:
ban nahi paya jo mera humsafar kehna use ban nahi paya jo mera humsafar kehna use main aaunga ab ke laut kar kehna use main aaunga ab ke laut kar kehna use ban nahi paya umar jaise raaste ka bojh ke reh gayi umar jaise umar jaise umar jaise raaste ka bojh ke reh gayi kis kadar mehga pada hai yeh safar kehna use kis kadar mehga pada hai yeh safar kehna use ban nahi paya jab wo bichhada tha to khali haath ruksad kiya jab wo bichhada tha to khali haath ruksad kiya jab wo bichhada tha to kahli haath ruksad kiya de gaya we sher kehne ka hunar kehna use de gaya we sher kehne ka hunar kehna use ban nahi paya pehle rasid saath chalne par use raazi karo pehle rasid saath chalne par use raazi karo phir hawao mein charago ka safar kehna use phir hawao mein charago ka safar kehna use ban nahi paya jo mera humsafar kehna use main aaunga ab ke laut kar kehna use ban nahi paya jo mera humsafar kehna use ban nahi paya