SONG: Ban Me Bahar Aa Gayi - बन में बहार आ गयी

Ban Me Bahar Aa Gayi - बन में बहार आ गयी

LYRICS:
ban me bahaar aa gayi ban me bahaar aa gayi tu man me aaja, tu man me aaja ban me umang chha gayi ban me umang chha gayi tu man me chha ja jag hariyaali, kadam kadam par ambua mahke koyal bole daali daali tu bhi kuk suna saajan aaja aa man ki nagri aaye basa ja, aa saajan aaja aa man ki nagri aaye basa ja tu hi man ka raja tu hi man ka raja tumhe main bulaaun main kaahe aaun kaan karo ek baat sunaaun, kya kya vo baat nahi kehne ki vo baat nahi kehne ki par main nahi chup rehne ki vo baat nahi kehne ki par main nahi chup rehne ki tu man me aa ja ban me bahaar aa gayi tu man me aaja ban me umang chha gayi ban me umang chha gayi