SONG: Ban Ke Panchhi Gaaye Pyar Ka Tarana - बन के पंछी गाये प्यार का तराना

Ban Ke Panchhi Gaaye Pyar Ka Tarana - बन के पंछी गाये प्यार का तराना

LYRICS:
ban ke panchhi gaaye pyar ka tarana ban ke panchhi gaaye pyar ka tarana mil jaye agar aaj koyi sathi mastana mil jaye agar aaj koyi sathi mastana to jhume ye dharti aur jhume asman ban ke panchhi gaaye pyar ka tarana ban ke panchhi gaaye pyar ka tarana mil jaye agar aaj koyi sathi mastana mil jaye agar aaj koyi sathi mastana to jhume ye dharti aur jhume asman aayi hasino ki toliya aayi hasino ki toliya bole piya milan ki boliya manzil pe aaye koyi naina milaye koyi bhar de ye ulfat ki jholiya manzil pe aaye koyi naina milaye koyi bhar de ye ulfat ki jholiya ban ke panchhi gaaye pyar ka tarana ban ke panchhi gaaye pyar ka tarana mil jaye agar aaj koyi sathi mastana mil jaye agar aaj koyi sathi mastana to jhumen ye daharti aur jhume asman kheto pe chhayi jawaniya kheto pe chhayi jawaniya patto pe likhi kahaniya phulo ki daal jaise rangin rumal koyi de de hame bhi nishaniya phulo ki daal jaise rangin rumal koyi de de hame bhi nishaniya ban ke panchhi gaaye pyar ka tarana ban ke panchhi gaaye pyar ka tarana mil jaye agar aaj koyi sathi mastana mil jaye agar aaj koyi sathi mastana to jhumen ye dharti aur jhume asman