SONG: Bambai Raat Ki Baho Me - बम्बई रात की बाहों में

Bambai Raat Ki Baho Me - बम्बई रात की बाहों में

LYRICS:
bambai rat ki baho me kahe nigahe un nigaho me kyu khoya hai tu aaho me aaja aaja aaja pyar ki raho me bambai rat ki baho me kahe nigahe un nigaho me kyu khoya hai tu aaho me aaja aaja aaja pyar ki raho me kha pee aur maje uda kha pee aur maje uda kyu sabki fikro me dhalta hai ga jhum mastiya luta kyu gum ke sholo me jalta hai kal ki chinta kyu darta hai tu kyu darta hai kyu marta hai dunia ke dukh bhul ja aaja aaja pyar ki raho me bambai rat ki baho me kahe nigahe un nigaho me kyu khoya hai tu aaho me aaja aaja aaja pyar ki raho me bombay he he bombay bombay he he bombay he bombay he bombay he bombay he bombay rat muskurati hai what is sweet mind rat muskurati hai jine ka raz batati hai jab chahe to thoda jhuk ja dam lage to khud bik ja bik ja bik ja gairo se agar dil milta hai gairo ko apna apno ko tu bhul ja aaja aaja pyar ki raho me bambai rat ki baho me kahe nigahe un nigaho me kyu khoya hai tu aaho me aaja aaja aaja pyar ki raho me