SONG: Bambai Ke Ye Babu, Dil Lene Dene Aaye - बम्बई के ये बाबू, दिल लेने देने आये

Bambai Ke Ye Babu, Dil Lene Dene Aaye - बम्बई के ये बाबू, दिल लेने देने आये

LYRICS:
hay re hay kya kiya jaye, aiso se to ram bachaye bambai ke ye babu, dil lene dene aaye ki inse ram bachaye han inse ram bachaye, inse to ram bachaye bambai ke ye babu, dil lene dene aaye ki inse ram bachaye jara inse bach ke rahna, badnami ho naa jaye ki inse ram bachaye han inse ram bachaye, inse to ram bachaye rup ke ye rasiya, aaye hain apne gaon me rahne ko julfo ki chhanv me rup ke ye rasiya, aaye hain apne gaon me rahne ko julfo ki chhanv me ban than ke roj aaye, kabhi pyar ke gaane gaye dil ko sambhale kaise koyi, jab pichhe hi pad jaye ki inse ram bachaye, ha inse ram bachaye inse to ram bachaye bambai ke ye babu, dil lene dene aaye ki inse ram bachaye taank jhaank karna inka to pahla kaam hai aiso ko dur se salam hai taank jhaank karna inka to pahla kaam hai aiso ko dur se salam hai chhup chhup ke dore dale chale ulati sidhi chaale ghur ke jab ye dekhe chhuri si dil par chal chal jaye ki inse ram bachaye, ha inse ram bachaye inse to ram bachaye bambai ke ye babu, dil lene dene aaye ki inse ram bachaye aitbar inka karna naa kabhi bhul ke kante milenge badle phul ke aitbar inka karna naa kabhi bhul ke kante milenge badle phul ke bante hain dekho kaise, ki ho bhole bhale jaise aag lagaye dil me kisi ko, khabar naa hone paye ki inse ram bachaye, ha inse ram bachaye inse to ram bachaye bambai ke ye babu, dil lene dene aaye ki inse ram bachaye, han inse ram bachaye inse to ram bachaye