SONG: Bambai Ka Maharaja Kabhi To Kahin Se Aayga - बम्बई का महाराजा कभी तो कहीं से आयेगा

Bambai Ka Maharaja Kabhi To Kahin Se Aayga - बम्बई का महाराजा कभी तो कहीं से आयेगा

LYRICS:
bambai ka maharaja kabhi to kahi se aayega bambai ka maharaja kabhi to kahi se aayega wo hoga sabke sapno ka raja raja raja bambai ka maharaja kabhi to kahi se aayega dushman ka dushman yaro ka pyara kismat ke maro ka humdum wo bebaso ka sahara hoga wo banda toofa ka pala benoor is jindagi me aake jo bhar de ujala bambai ka maharaja kabhi to kahi se aayega aayega sabka gum leke khushiya jo bate takrake jo jalimo se julmo ki janjir kate lele jo aasu aankho se sabki dil ka raham dil ho aisa jaise dua koi rab ki bambai ka maharaja kabhi to kahi se aayega wo hoga sabke sapno ka raja raja raja bambai ka maharaja kabhi to kahi se aayega