SONG: Bambai Hamari Bambai Ye Rajdulari Bambai - बम्बई हमारी बम्बई ये राजदुलारी बम्बई

Bambai Hamari Bambai Ye Rajdulari Bambai - बम्बई हमारी बम्बई ये राजदुलारी बम्बई

LYRICS:
bambai hamari bambai ye rajdulari bambai ye jaan se pyari bambai jina sikhaya tune apna banaya tune bambai hamari bambai ye rajdulari bambai bukho ke pet pale nango ke tan ko dhake girto ko tu hi sambhale majdur ke dil mein jhakein majdur ke dil mein jhakein majdur ke dil mein jhakein bambai hamari bambai ye rajdulari bambai ye jaan se pyari bambai jina sikhaya tune apna banaya tune bambai hamari bambai ye rajdulari bambai jo marz maratha basti parbhu ki maya barsti milti hai sabhi ko roti aisi hai teri hasti aisi hai teri hasti aisi hai teri hasti bambai hamari bambai ye rajdulari bambai ye jaan se pyari bambai jina sikhaya tune apna banaya tune bambai hamari bambai ye rajdulari bambai jo teri baanh me aata wo yahan se fir na jata is nagri me naa bhed bhaw hai sabse tera nata hai sabse tera nata hai sabse tera nata bambai hamari bambai ye rajdulari bambai ye jaan se pyari bambai jina sikhaya tune apna banaya tune bambai hamari bambai ye rajdulari bambai bharat ka tu hi chanda jahan chalta sabka dhandha tu laila hum sab majnu dil tere pyar ka banda dil tere pyar ka banda dil tere pyar ka banda bambai hamari bambai ye rajdulari bambai ye jaan se pyari bambai jina sikhaya tune apna banaya tune bambai hamari bambai ye rajdulari bambai ehsan kiya hai tune dukh dur kiya hai tune kitni ajab hai dunia kehti hai bewafa hai kehti hai bewafa hai kehti hai bewafa hai bambai hamari bambai ye rajdulari bambai ye jaan se pyari bambai jina sikhaya tune apna banaya tune bambai hamari bambai ye rajdulari bambai us taj ke raz dulare jitein hai tere sahare tu aisa daya ka sagar kashti ko paar lagade kashti ko paar lagade kashti ko para lagade bambai hamari bambai ye rajdulari bambai ye jaan se pyari bambai jina sikhaya tune apna banaya tune bambai hamari bambai ye rajdulari bambai