SONG: Baman Ho Jaat Bhikari Ho Ya Ho Samrat - बामण हो जाट भिखारी हो या हो सम्राट

Baman Ho Jaat Bhikari Ho Ya Ho Samrat - बामण हो जाट भिखारी हो या हो सम्राट

LYRICS:
jaat jaat re jaat baman ho jaat bhikhari ho ya ho samrat governar ho ya chahe lat sabhi mil khaye meri chat hai ye chopati ki are badi atpati badi chatpati chat hai ye chopati ki tikha tikha pada masala are tikha tikha pada masala sawad hai khata khata dubla patla khakar isko ban jaye hata kta dubla patla khakar isko ban jaye hata kta shehar bambai va va shehar bambai chij hai nayi suno re bhai chij hai nayi are badi atpati badi chatpati chat hai ye chopati ki sar pe pagda pet hai tagda sar pe pagda pet hai tagda ghar vali se jhagda agar mitana hai to seth ji khao mera ragda agar mitana hai to seth ji khao mera ragda pet ke dava pet ke dava rog ho hava pet ho safa rog ho dafa are badi atpati badi chatpati chat hai ye chopati ki o hindu muslim sikh farsi are hidu muslim sikh farsi sab karaye mel badi kramat hai bhaiya ye bambayi ki bhel are badi kramat hai bhaiya ye bambayi ki bhel hai garma garm hai garma garm ek aad ka mitaye bharam hai garma gram are badi atpati badi chatpati chat hai ye chopati ki meri pani puri jo khaye kam ko bhul kam ko bhul nam ko bhul kam ko bhule are badi atpati badi chatpati baman ho jaat bhikhari ho ya ho samrat governar ho ya chahe lat sabhi mil khaye meri chat hai ye chopati ki are badi atpati badi chatpati chat hai ye chopati ki