SONG: Balma Tumhare Nain - बलमा तुम्हरे नैन

Balma Tumhare Nain - बलमा तुम्हरे नैन

LYRICS:
balma tumhre nain ke, uthat jhukat dukh hoye hirani si ghayal firun, mere dard na jane koi lad gayi ankhiya jane na baalam lad gayi ankhiya jane na baalam tadap tadap beete, tadap tadap beete saari saari ratiya, jane na baalam lad gayi ankhiya jane na baalam nache kamar ni radha ghanan ghanan payal baje lachkat balkhaye anjane do nainava, mil to gaye ek sath par ghunghat ki ot me, rah gayi man ki baat man ki lahar jane udti chunariya man ki lahar jane udti chunariya chali main kidhar chhun chhun bhun chali main kidhar jane piya ki dagariya man ki lahar jane udti chunariya sab ki nazar jane sab ki nazar jane uljhe nazariya tabki mori batiya, jane na baalam tabki mori batiya, jane na baalam tadap tadap beete, tadap tadap beete saari saari ratiya, jane na baalam lad gayi ankhiya jane na baalam lad gayi ankhiya jane na baalam