SONG: Balma Sajna Duniya Bhoola Di - बालमा साजना दुनिया भुला दी

Balma Sajna Duniya Bhoola Di - बालमा साजना दुनिया भुला दी

LYRICS:
baalma sajna baalma sajna duniya bhula di tere pyaar ne tere pyaar ne, tere pyaar ne baalma sajna baalma sajna duniya bhula di tere pyaar ne tere pyaar ne, tere pyaar ne baalma dekha pahali baar tumhe, hay kya nazara tha dekha pahali baar tumhe, hay kya nazara tha kis tarah bataye tumhe haal jo hamara tha kis tarah bataye tumhe haal jo hamara tha luta hain dil ye bekrar ne bekrar ne, bekrar ne baalma sajna baalma sajna ha duniya bhula di tere pyaar ne tere pyaar ne, tere pyaar ne baalma ho jo mere bas me to, motiyo me taul du ho jo mere bas me to, motiyo me taul du pyaar hain kisi se tumhe, bhed sara khol du pyaar hain kisi se tumhe, bhed sara khol du thaani hain kya dil me sarkar ne sarkar ne, sarkar ne baalma sajna baalma sajna ha duniya bhula di tere pyaar ne tere pyaar ne, tere pyaar ne baalma sajna baalma sajna ha duniya bhula di tere pyaar ne tere pyaar ne, tere pyaar ne baalma