SONG: Balma Ne Man Har Leena - बलमा ने मन हर लीना

Balma Ne Man Har Leena - बलमा ने मन हर लीना

LYRICS:
balma ne man har leela kaisa jadu kiya re mohe munh se chhina re haye balma ne man har leena kaisa jadu kiya re more munh se chhina re haye balma ne man har leena ho nainan se ek rang sa umde aur jagat par chhaye saari duniya ek nashila sapna banti jaye nash nash bhar dina kaisa jadu kiya re more munh se chhina re haye balma ne man har leena kaisa jadu kiya re more munh se chhina re haye balma ne man har leena kaun desh ka waasi hai tu kaun gagan ka tara teri jyot se man mandir mein fail gaya ujiyara jagmag ho gaya jina kaisa jadu kiya re more munh se chhina re haye balma ne man har leena kaisa jadu kiya re more munh se chhina re haye balma ne man har leena