SONG: Balma Ja Ja Ja - बलमा जा जा जा

Balma Ja Ja Ja - बलमा जा जा जा

LYRICS:
balmava nadan balmava nadan, samajhaye na samjhe dil ki batiya balmava nadan, balmava nadan ho nadan, ho nadan, ho nadan balma ja ja ja, balma ja ja ja abb koun tujhe samjhaye balma ja ja ja main chanda ki chandani hu, main taro ki rani main chanda ki chandani hu, main taro ki rani mere matwale naino se, chhalke mast jawani mere matwale naino se, chhalke mast jawani in naino ki balma, tune koyi kadar na jani
balma ja ja ja, balma ja ja ja abb koun tujhe samjhaye balma ja ek rat ki mehfil hai, yeh jhum le o mastane ek rat ki mehfil hai, yeh jhum le o mastane dekh shammapar aakar, kaise marte hain parwane dekh shammapar aakar, kaise marte hain parwane jike marna, marke jina, pagale tu kya jane balma ja ja ja, balma ja ja ja abb koun tujhe samjhaye balma ja ja ja, balma ja