SONG: Balle Balle Jawani Leharaye - बल्ले बल्ले, बल्ले बल्ले जवानी बलखाये

Balle Balle Jawani Leharaye - बल्ले बल्ले, बल्ले बल्ले जवानी बलखाये

LYRICS:
balle balle, balle balle jawaani balkhaaye balle balle, balle balle jawaani lehraaye balle balle, balle balle jawaani balkhaaye balle balle, balle balle jawaani lehraaye din raat chhupaye gharwale din raat chhupaye gharwale darwaazon par daale taale darwaazon par daale taale phir bhi na jawaani baaz aaye, balle balle phir bhi na jawaani baaz aaye balle balle, balle balle jawaani balkhaaye balle balle, balle balle jawaani lehraaye koi laakh badhaaye ghoonghat ko koi laakh badhaaye ghoonghat ko dil kaanpe, dil kanpe sun kar aahat ko dil kaanpe, dil kanpe sun kar aahat ko chupke se jawaani dass jaaye, balle balle chupke se jawaani dass jaaye balle balle, balle balle jawaani bal khaaye balle balle, balle balle jawaani lehraaye de taane apne begaane de taane apne begaane wo dil ki, wo dil ki bate kya jane wo dil ki, wo dil ki bate kya jane jalti agni ko bhadkaaye, balle balle jalti agni ko bhadkaaye balle balle, balle balle jawaani bal khaaye balle balle, o balle balle jawaani lehraaye.