SONG: Balkhaye Qamariya Humar Sanware - बलखाये कमरिया हमार साँवरे

Balkhaye Qamariya Humar Sanware - बलखाये कमरिया हमार साँवरे

LYRICS:
balkhaye kamariya hamar sanware jaldi se aa balkhaye kamariya hamar sanware jaldi se aa tohe dhundhe jiya baar baar tohe dhundhe jiya baar baar sanware jaldi se aa balkhaye kamariya hamar sanware jaldi se aa badan mora phulo ki daali sa lachke badan mora phulo ki daali sa lachke chalat hu mai papi najariyo se bachke kisi ka nahi aitbar re sanware jaldi se aa balkhaye kamariya hamar sanware jaldi se aa piya mori nas nas me jaagi hai jawala piya mori nas nas me jaagi hai jawala lagi dil ki dekhe na pehra na tala akeli rahi thi bahar ye sanware jaldi se aa balkhaye kamariya hamar sanware jaldi se aa yaha jaan par khel ke tore karan yaha jaan par khel ke tore karan tanik dekh to kaun aaya hai sajan jaha ho vahi pe pukar re sanware jaldi se aa balkhaye kamariya hamar sanware jaldi se aa tohe dunde jiya baar baar tohe dunde jiya baar baar sanware jaldi se aa balkhaye kamariya hamar sanware jaldi se aa