SONG: Balaye Lu Main Us Dil Ki Jo Duniya Ke Liye Ro De - बलायें लूँ मैं उस दिल की जो दुनिया के लिये रो दे

Balaye Lu Main Us Dil Ki Jo Duniya Ke Liye Ro De - बलायें लूँ मैं उस दिल की जो दुनिया के लिये रो दे

LYRICS:
balaaye lun mai us dil ki balaaye lun mai us dil ki jo duniyaa ke liye ro de jahaa waalo ke ranj-o-gam ko apne khun se dho de jahaa waalo ke ranj-o-gam ko apne khun se dho de jalaa ke aashiyaa apnaa basaa ke gair ki mhafil jalaa ke aashiyaa apnaa basaa ke gair ki mhafil kisi ke soz-e-gam me apne saaje dil ko bhi kho de kisi ke soz-e-gam me apne saaje dil ko bhi kho de meri aankho me uski aankh hi izzat ke kaabil hai meri aankho me uski aankh hi izzat ke kaabil hai haan haan izzat ke kaabil hai jo aansu ban ke bah jaaye jo aansu ban ke bah jaaye usi ko khud me hi kho de jo aansu ban ke bah jaaye usi ko khud me hi kho de