SONG: Balamva Re Sajanva Re - बलमवा रे सजनवा रे

Balamva Re Sajanva Re - बलमवा रे सजनवा रे

LYRICS:
balamva re sajanva re jab se naina se naina lage balamva re sajanva re jab se naina balam jab se naina sajan jab se naina se naina lage more man ki duniya bagi kasur hai nayara man ki duniya bagi kasut hai nayara hai jisne jita usi ne sab kuch hara hai jisne jita usi ne sab kuch hara sanvariya prem lagan ho jis ke man me sari rain jage jab se naina balam jab se naina sajan jab se naina se naina lage balamva re sajanva re jab se naina balam jab se naina sajan jab se naina se naina lage chupke chupke naino me aaye chupke chupke naino me aaye aur dhire dhire man me samaye aur dhire dhire man me samaye sanvariya re nainan ban lage more man me ho re sanvariya re nainan ban lage more man me ghayal kaise bache jab se naina balam jab se naina sajan jab se naina se naina lage balamva re sajanva re jab se naina se naina lage ho bhole balam prit ki rit anokhi ho bhole balam prit ki rit anokhi ye ki nahi jati jalim kisi se nain mile jab hoti ye ki nahi jati jalim kisi se nain mile jab hoti sanvariya re lakh chhupa lo man ki duniya daku chor thage jab se naina balam jab se naina sajan jab se naina se naina lage balamva re sajanva re jab se naina balam jab se naina sajan jab se naina se naina lage