SONG: Balam Se Milan Hoga - बालम से मिलन होगा

Balam Se Milan Hoga - बालम से मिलन होगा

LYRICS:
baalam se milan hoga sharmane ke din aaye maarenge najar saiya mar jane ke din aaye baalam se milan hoga sharmane ke din aaye maarenge najar saiya mar jane ke din aaye babul ka more aangan bichda chhuti re mori sakhiya neer bahaye ghungat me mori laaj ki maari ankhiya mori laaz ki mari ankhiya bachpan ke wo din guiya yaad aane ke din aaye baalam se milan hoga sharmane ke din aaye pee sang more nain milenge dhadhkat mori chatiya man hi man me dolungi main to preet ki sun ke batiya main to preet ki sun ke batiya thaamenge sajan baiya bal khane ke din aaye baalam se milan hoga sharmane ke din aaye maarenge najar saiya mar jane ke din aaye