SONG: Balam Mohe La De Sajan Mohe La De Chunariya Hari - बलम मोहे ला दे, सजन मोहे ला दे

Balam Mohe La De Sajan Mohe La De Chunariya Hari - बलम मोहे ला दे, सजन मोहे ला दे

LYRICS:
balam mohe la de, sajan mohe la de chunariya chunariya, chunariya hari o balam mohe la de, sajan mohe la de chunariya chunariya, chunariya hari dekhna, dekhna phir nigaho ki jadugari chunariya hari balam mohe la de, sajan mohe la de la de re, mohe la de chunariya chunariya, chunariya hari joban ki nadi chadh ke, utar jaye na balma are ha more balma joban ki nadi chadh ke, utar jaye na balma are ha more balma do din ki jawani hai do din ki jawani hai gujar jaye na balma are ha more balma kaahe ko, kaahe ko, kaahe ko deri kare, ho chunariya hari balam mohe la de, sajan mohe la de la de re, mohe la de chunariya chunariya, chunariya hari do ghadi, do ghadi ka hai mehman gori ka roop jaise chulho ka rang jaise chulho ka rang jaise sawan ki dhup jaise sawan ki dhup mauj kar lo mauj kar lo balam, mauj kar lo sajan mauj kar lo ghadi do ghadi o chunariya hari balam mohe la de, sajan mohe la de la de re, mohe la de chunariya chunariya, chunariya hari