SONG: Baje Naghade Kaal Ke, Uthe Kadam Bhochaal Ke - बजे नगाड़े काल के, उठे कदम भूचाल के

Baje Naghade Kaal Ke, Uthe Kadam Bhochaal Ke - बजे नगाड़े काल के, उठे कदम भूचाल के

LYRICS:
baje nagade kal ke uthe kadam bhunchal ke digne wala hai tera singhasan rakhna raja sambhal ke baje nagade kal ke uthe kadam bhunchal ke digne wala hai tera singhasan rakhna raja sambhal ke baje nagade kal ke uthe kadam bhunchal ke teri kya hasti hai ghamndi tera bal hai nakli sabhi takato ke upar jo takat ho wo asli amber me sar garaj rahe tere vinash ki tal ke baje nagade kal ke uthe kadam bhunchal ke digne wala hai tera singhasan rakhna raja sambhal ke baje nagade kal ke uthe kadam bhunchal ke savdhan ab pran bachane ki kar le taiyari tujhe bhasam karne ko lapki aaj ek chingari kyu leta hai maut ko sar pe apne aap uthalke baje nagade kal ke uthe kadam bhunchal ke digne wala hai tera singhasan rakhna raja sambhal ke baje nagade kal ke uthe kadam bhunchal ke aaj dikha mat shan ki ghadiya ye tufan ki tere samne aaj khulegi jholi svaym bhagwan ki kai bukh ban gaye bikhari bikhsha isme dal ke baje nagade kal ke uthe kadam bhunchal ke digne wala hai tera singhasan rakhna raja sambhal ke baje nagade kal ke uthe kadam bhunchal ke baje nagade kal ke uthe kadam bhunchal ke