SONG: Baje Bansari Chale Sanwari Hoye Banwari Ho - बजे बाँसरी चले साँवरी होये बाँवरी हो

Baje Bansari Chale Sanwari Hoye Banwari Ho - बजे बाँसरी चले साँवरी होये बाँवरी हो

LYRICS:
baje baansari chale saanwari hoye baanwari ho saari duniyaa payaar ki baje baansari chale saanwari hoye baanwari ho saari duniyaa payaar ki chhunak chhunak mori baaje re payaliyaa thumak thumak le ke chali hun gagariyaa thumak thumak le ke chali laage naa najariyaa baali hai umariyaa bole hai gujariyaa ho duniyaa mauj bahaar ki baje baansari chale saanwari hoye baanwari ho saari duniyaa payaar ki chamak chamak man mohe re titaliyaa ho kuhu kuhu hu bole daalo pe koyaliyaa ho chamak chamak man mohe re titaliyaa ho kuhu kuhu hu bole daalo pe koyaliyaa ho hari hai dagariyaa phulo ki nagariyaa chhaayi hai badariyaa ho sudh bhuli sansaar ki baje baansari chale saanwari hoye baanwari ho saari duniyaa payaar ki lahar lahar hawaa lahraaye baalo ko chatak matak chhu jaaye gore gaalo ko chatak matak chhu jaaye khushi kaa zamana mausam hai suhana mujhe naa satana ho mai chhori nambardaar ki baje baansari chale saanwari hoye baanwari ho saari duniyaa payaar ki baje baansari chale saanwari hoye baanwari ho saari duniyaa payaar ki