SONG: Baithe Baithe Dur Se Lage Ho Dil Thamne - बैठे बैठे दूर से लगे हो दिल थामने

Baithe Baithe Dur Se Lage Ho Dil Thamne - बैठे बैठे दूर से लगे हो दिल थामने

LYRICS:
baithe baithe dur se lage ho dil thamne baithe baithe dur se lage ho dil thamne chhupte bhi nahi aur aate bhi nahi samne chhupte bhi nahi aur aate bhi nahi samne khade khade dur hi se kisi ne na pyar kiya kahu kya hazur hi pe dil maine war diya kahu kya hazur hi pe dil maine war diya luta mujhe aapki nigaho ke salam ne luta mujhe aapki nigaho ke salam ne chhupte bhi nahi aur aate bhi nahi samne jise ho khayal tera use kya karar hoga milo ya na milo saiya mujhe intzar hoga milo ya na milo saiya mujhe intzar hoga mujhe to tabah kiya tere pyare naam ne mujhe to tabah kiya tere pyare naam ne chhupte bhi nahi aur aate bhi nahi samne kaisi kilar hai wo mujhe hosh me to lao nazar kyu chura rahe ho zara samne to aao nazar kyu chura rahe ho zara samne to aao palko ki aad se chale ho mujhe thamne palko ki aad se chale ho mujhe thamne baithe baithe dur se lage ho dil thamne chhupte bhi nahi aur aate bhi nahi samne