SONG: Bairan Neend Na Aaye, Mohe Bairan Neend Na Aaye - बैरन नींद न आए, मोहे बैरन नींद न आए

Bairan Neend Na Aaye, Mohe Bairan Neend Na Aaye - बैरन नींद न आए, मोहे बैरन नींद न आए

LYRICS:
bairan nind na aaye bairan nind na aaye, mohe bairan nind na aaye mora jiya ghabaraye bairan nind na aaye, mohe bairan nind na aaye suni padi meri palko ki galiya suni padi meri palko ki galiya kaun khilaye nindiya ki kaliya, apne bhi hain paraye mohe bairan nind na aaye, bairan nind na aaye
lakh jatan karu aankh naa lage lakh jatan karu aankh naa lage so gayi kushiya aur ghum jage, ghayal man kit jaye mohe bairan nind na aaye, bairan nind na aaye yaad aaye jab pyar ki baate yaad aaye jab pyar ki baate aur bhi lambi ho jaye raate, bhor najar nahi aaye mohe bairan nind na aaye, bairan nind na aaye