SONG: Bahut Mayus Ho Kar - बहुत मायूस हो कर

Bahut Mayus Ho Kar - बहुत मायूस हो कर

LYRICS:
bahut mayus ho kar kucha ae katil se hum nikle ilahi ab ye minnat hai dil nikle ya dum nikle dil nikle ya dum nikle karte hai wo ab humse mohabbat ka bahana karte hai wo ab humse mohabbat ka bahana mano ya na mano hai ye makkar zamana mano ya na mano hai ye makkar zamana nafrat bhi nahi humse ulfat bhi nahi hai nafrat bhi nahi humse ulfat bhi nahi hai ha kehne ki, na kehne ki fursat bhi nahi hai ha kehne ki, na kehne ki fursat bhi nahi hai din raat sunate the kabhi dil ka tarana hume dil ka tarana mano ya na mano hai ye khudgarj zamana mano ya na mano hai ye khudgarj zamana makkar zamana ikarar bhi karte nahi inkar nahi hai ikarar bhi karte nahi inkar nahi hai ab bato pe unki hume aitbaar nahi hai ab bato pe unki hume aitbaar nahi hai aata hai unhe khub aji dil ka jalana aji dil ka jalana mano ya na mano hai ye khudgarj zamana mano ya na mano hai ye khudgarj zamana makkar zamana