SONG: Bahut Dino Par Mile Ho Prabhu Pyare - बहुत दिनों पर मिले है प्रभु प्यारे

Bahut Dino Par Mile Ho Prabhu Pyare - बहुत दिनों पर मिले है प्रभु प्यारे

LYRICS:
bahut dino par mile hai prabhu pyare gin gin lungi mai badle sare bahut dino par mile hai prabhu pyare gin gin lungi mai badle sare bahut dino par dikhaungi mai tumhe din me tare gin gin lungi mai badle sare bahut dino par mile hai prabhu pyare gin gin lungi mai badle sare tumhari yaad me hum raat din tarsate rahe o tumhari yaad me hum raat din tarsate rahe aur ghanshyam tum aur kahi barsate rahe bade chaliya ho sitam bade chaliya ho sitam krishan murari gin gin lungi mai badle sare bahut dino par mile hai prabhu pyare gin gin lungi mai badle sare sataye tumne bahut aaj meri bari hai sataye tumne bahut aaj meri bari hai jara dekhe to isme kya hoshiyari hai bade moke se prabhu aap padhare gin gin lungi mai badle sare bahut dino par mile hai prabhu pyare gin gin lungi mai badle sare laga hai teer mera dekh lo nishane pe laga hai teer mera laga hai teer mera dekh lo nishane pe tum apne aap hi tum apne aap hi lo aa gaye thikane pe mano ya mano prabhu par sach jane prabhu aaj tumhare gin gin lungi mai badle sare bahut dino par mile hai prabhu pyare gin gin lungi mai badle sare