SONG: Bahut Dino Ke Bichde Mitawa Mile Hai Barso Baad - बहुत दिनों के बिछड़े मितवा मिले है बरसों बाद

Bahut Dino Ke Bichde Mitawa Mile Hai Barso Baad - बहुत दिनों के बिछड़े मितवा मिले है बरसों बाद

LYRICS:
bahut dino ke bichhde mitwa mile hain barso baad ho aankho me hai umad padi bite bachpan ki yaad bite bachpan ki yaad dekho prabhu ka pyar ye adbhut swagat ye abhi ram aaj bana hai ek nirdhan ka sara mahal gulam