SONG: Bahut Din Beet Gay Balma - बहुत दिन बीत गये बालमा

Bahut Din Beet Gay Balma - बहुत दिन बीत गये बालमा

LYRICS:
o hay aa bahut din bit gaye baalma na mukh dikhlaya na khat kabhi aaya sandeshwa na laya kaga bol bol ke bhaut din bit gaye baalma ye chaman ye kaliya ye phulo ka sama ye chaman ye kaliya ye phulo ka sama o koyaliya bata de mora piya hai kaha ye chaman ye kaliya ye phulo ka sama jiya bas me nahi bairi bas me nahi haye bas me nahi ho baadal ghir aaya khayal tera aaya sandeshwa na laya kaga bol bol ke bhaut din bit gaye baalma o hay aa mora aanchal hawa me ajab rang laye mora aanchal hawa me ajab rang laye jaise jiya ki dhadkan mohe ye bataye jaise jiya ki dhadkan mohe ye bataye saajan ne hai aana piya ne hai aana baalam ne hai aana ho baadal ghir aaya khayal tera aaya sandeshwa na laya kaga bol bol ke bhaut din bit gaye baalma koi jake balam se ye kahde batiya koi jake balam se ye kahde batiya teri raahe take meri do ankhiya koi jake balam se ye kahde batiya dil yaad kare fariyad kare haye yaad kare ho baadal ghir aaya khayal tera aaya sandeshwa na laya kaga bol bol ke bhaut din bit gaye baalma