SONG: Bahut Bura Hai Hal Tere Majbur Kaa - बहुत बुरा है हाल तेरे मजबूर का

Bahut Bura Hai Hal Tere Majbur Kaa - बहुत बुरा है हाल तेरे मजबूर का

LYRICS:
bahut bura hai haal tere majbur ka kab tutega balam fasala dur ka bahut bura hai haal tere majbur ka kab tutega balam fasala dur ka main tadapu nis din haye chain nahi aaye jiya hai bhari dil me aag lagaye badariya kari main tadapu nis din haye chain nahi aaye jiya hai bhari dil me aag lagaye badariya kari piya sanware diya hai mujh ko badla kaun kusur ka
kab tutega balam fasala dur ka bahut bura hai haal tere majbur ka kab tutega balam fasala dur ka uthau kab tak gham ka bhaar bura sansar na bhaye jeena bahti hai din rat aankh ki meena uthau kab tak gham ka bhaar bura sansar na bhaye jeena bahti hai din rat aankh ki meena dil ka sauda kar saudagar mausam nahi gurur ka kab tutega balam fasala dur ka bahut bura hai haal tere majbur ka kab tutega balam fasala dur ka