SONG: Bahut Betaqalluf Huye Ja Rahe Hai Jo Mehaman Banke - बहुत बेतक्लुफ़ हुए जा रहें है जो मेहमान बनके

Bahut Betaqalluf Huye Ja Rahe Hai Jo Mehaman Banke - बहुत बेतक्लुफ़ हुए जा रहें है जो मेहमान बनके

LYRICS:
bahut betakluf huye ja rahe hai hai hai hai bahut betakluf huye ja rahe hai jo mehman banke hai aaye hamare jo mehman banke hai aaye hamare labho pe hai halki si ek muskurahat adao me sokhi nigah me ishare adao me sokhi nigah me ishare dil cheera tirchi najar se dil ka ikrar karte ho tum bebsi ki bholi si bate sunate sunate vo le aaye sath hamko dariya kinare vo le aaye sath hamko dariya kinare jawab hai khamoshi dil bhi hai majbur jawab hai khamoshi dil bhi hai majbur kyu mohabbat ki duniya ka yahi hai dastur agar puchhana ho kaho dil se puchhe sun jo kehte hai naina hamare sun jo kehte hai naina hamare hame dil pe nahi ikhatiyar na apni aankho pe hai aitbar lo kehti hu khakar kasam pyar ki ye dil bhi tumhara hai ham bhi tumhare ye dil bhi tumhara hai ham bhi tumhare