SONG: Baharon Ki Mehfil Suhani Rahegi - बहारों की महफ़िल सुहानी रहेगी

Baharon Ki Mehfil Suhani Rahegi - बहारों की महफ़िल सुहानी रहेगी

LYRICS:
baharo ki mehfil suhani rahegi zuba par khushi ki kahani rahegi chamkte rahenge mohabbat ke tare chamkte rahenge mohabbat ke tare khuda ki agar meharbani rahegi baharo ki mehfil suhani rahegi baharo ki mehfil suhani rahegi mohabbat ko aye dil nibhate chala ja mohabbat ko aye dil nibhate chala ja yahi dag dil ka lgaye chala ja yahi dag dil ka lgaye chala ja lgaye chala ja slamat yahi ek nishani rahegi khuda ki agar meharbani rahegi baharo ki mehfil suhani rahegi baharo ki mehfil suhani rahegi na kyu rsak aaye hume is khushi par na kyu rsak aaye hume is khushi par kram ho raha hai kisi ka kisi par kram ho raha hai kisi ka kisi par kisi ka kisi par mohabbat hamesha diwani rahegi khuda ki agar meharbani rahegi baharo ki mehfil suhani rahegi baharo ki baharo ki baharo ki mehfil suhani rahegi