SONG: Baharo Tham Lo Ab Dil Mera Mahabub Aata Hai - बहारों थाम लो अब दिल मेरा महबूब आता है

Baharo Tham Lo Ab Dil Mera Mahabub Aata Hai - बहारों थाम लो अब दिल मेरा महबूब आता है

LYRICS:
bahaaro thaam lo ab dil meraa mahabub aataa hai ho sharaarat kar na naazuk dil sharam se dub jaataa hai bahaaro thaam lo ab kahar adaaz hai tere kayaamat hai teri baate ho meri to jaan le legi ye baate ye mulaaqaate mulaaqaate sanam sharamaay jab aise mazaa kuchh aur aataa hai ho sharaarat kar na naazuk dil sharam se dub jaataa hai bahaaro thaam lo ab labo par ye hansi kaatil gazab jaadu nigaaho me ho kasam tujhko mohabbat ki machal na aise raaho me machal na aise raaho me machal jaataa hai dil jab ru-ba-ru dildaar aataa hai ho sharaarat kar na naazuk dil sharam se dub jaataa hai bahaaro thaam lo ab ho sharaarat kar na naazuk dil ho sharaarat kar na naazuk bahaaro thaam lo ab