SONG: Baharo Se Nazaro Ke Ye Dekho Kya Ishare Hai - बहारो से नजारो के ये देखो क्या इशारे है

Baharo Se Nazaro Ke Ye Dekho Kya Ishare Hai - बहारो से नजारो के ये देखो क्या इशारे है

LYRICS:
baharo se nazaro ke ye dekho kya ishare hai kisi ke ho bhi jao aye dilwalo din tumhare hai baharo se nazaro ke ye dekho kya ishare hai kisi ke ho bhi jao aye dilwalo din tumhare hai najar kuch tumse kahne ko jamane se tarasti hai najar kuch tumse kahne ko jamane se tarasti hai hamri aankho me aanhke to dalo din tumhare hai baharo se nazaro ke ye dekho kya ishare hai kisi ke ho bhi jao aye dilwalo din tumhare hai manake dil wo hum hare nahi mana nahi mana manake dil wo hum hare nahi mana nahi mana jara si manchle ko tum sambhalo din tumhare hai baharo se nazaro ke ye dekho kya ishare hai kisi ke ho bhi jao aye dilwalo din tumhare hai ajab ye dard hai jiski dawa dhundhe nahi milti ajab ye dard hai jiski dawa dhundhe nahi milti kasak is dil ki ab tumhi nikalo din tumhare hai baharo se nazaro ke ye dekho kya ishare hai kisi ke ho bhi jao aye dilwalo din tumhare hai