SONG: Baharo Se Kahenge - बहारों से कहेंगे

Baharo Se Kahenge - बहारों से कहेंगे

LYRICS:
baharo se kahenge, nazaro se kahenge baharo se kahenge, nazaro se kahenge hum ho chuke tumhare hazaro se kahenge baharo se kahenge baharo se na kahna, nazaro se na kahna baharo se na kahna, nazaro se na kahna ye do dilo ki baat hai hazaro se na kahna baharo se na kahna chhupane se to pyar na chhupaya jayega chhupane se to pyar na chhupaya jayega bujhane se ye shola, na bujhaya jayega zamane se na kahna, ke jalega zamana zamane se na kahna, ke jalega zamana karega badnami, banega afsana, accha zamane ka jo dar hai, sitaro se kahenge zamane ka jo dar hai, sitaro se kahenge hum ho chuke tumhare hazaro se kahenge baharo se kahenge baharo se na kahna, nazaro se na kahna baharo se na kahna, nazaro se na kahna ye do dilo ki baat hai hazaro se na kahna baharo se na kahna abhi to nayi nayi mulakat huyi hai abhi to nayi nayi mulakat huyi hai nigahho hi nigaho me to baat huyi hai hawaye jaanti hai, ghataye jaanti hai hawaye jaanti hai, ghataye jaanti hai jaha se gujre hai wo raahe jaanti hai, accha juba se na kahenge, isharo se kahenge juba se na kahenge, isharo se kahenge hum ho chuke tumhare hazaro se kahenge baharo se kahenge baharo se kahenge, nazaro se kahenge hum ho chuke tumhare hazaro se kahenge baharo se kahenge baharo ne kaha tha, nazaro ne kaha tha baharo ne kaha tha, nazaro ne kaha tha ye duniya bewafa hai hazaro ne kaha tha hazaro ne kaha tha